Aaj ka din Yahowa ne banaya hai : Lyrics H1

Aaj ka din Yahowa ne banaya hai
Aaj ka din Yahowa ne banaya hai
Hum usme anandit ho
Ananditho
Prabhu Ko mahima milay
Chahe ho mera apman
Wo bade mei ghatum
Rahe isi ka dhyan
- Aaj Ka din...
Stuti prashnsa karem
Kyon na kuchh hota rahe
Usko hum bhare rahe
Chahe jaha m bhi rahe
- Aaj Ka din...
Aata hoon tere paas
Mujhko hai tujhse aas
Mujhko Kabool kar le
Papo se shudhh kar de,
- Aaj Ka din...
Aaj ka din Yahowa ne banaya hai : Lyrics H1
Reviewed by Christking
on
March 22, 2017
Rating:
